Care
In ka khayal kaise rakhein
- Wasool karne ke foran baad taza aur saaf pani mein rakhein.
- Barah-e-rast sooraj ki roshni, garmi ke zaraye aur hawa ke jhonkon se door thandi jagah par rakhein.
- Har 2-3 din baad dandiyon ko tircha tarashein aur rozana pani tabdeel karein.
- Guldastay ki umar barhanay ke liye murjhayay huay patton ya pankhuriyon ko hata dein.




