Care
In ka khayal kaise rakhein
- Wasool karne ke baad jald az jald taza aur saaf pani mein rakhen.
- Barah-e-rast suraj ki roshni, garmi ke zaraye aur hawa ke jhonkon se door thandi jagah par rakhen.
- Har 2-3 din baad taniyon ko tirchi katai karen aur rozana pani tabdeel karen.
- Guldastay ki umar barhanay ke liye murjhaye huay patton ya pankhuriyon ko hata den.




